Saturday, 29 November 2014

Nakhriley - Ali Zafar, Shankar Mahadevan, Mahalakshmi Iyer

Singers: Ali Zafar, Shankar Mahadevan, Mahalakshmi Iyer, Gulzar
Music: Shankar-Ehsaan-Loy
Lyrics: Gulzar
Starring: Ranveer Singh, Parineeti, Ali Zafar, Govinda
Music On: YRF Music



Nakhriley Lyrics

Lahu luhaan hua hai falak
Yeh kaisa loha pighla hai
Ek suraj doob gaya peeche
Ek suraj saamne nikla hai


Haan..
Maana-waana ishq-vishq pe zor toh nahin
Dil mein dum hai, haal-chaal kamzor to nahin
Ishq ki chaal pe maat manzoor hai

Arey o bandey mauqa hai
Arey o chalne-walne ka mauqa hai
Ho ishq mein jalke aag hui jab moz'zam hua
Haan ishq me jalke aag hui to...

Nakhriley.. nakhrile, nakhreele do rasheele
Humpe do nashile naino ki aaha bochar ho gayi
Ho.. nakhriley, nakhriley do rasheele
Humpe do nashile naino ki aaha bochar ho gayi

O laawarishon ki na poocho
Unka sagga ek dil hai

(..sargam..)

Laawarishon ka na koi
Haan unka bada ek dil hai

Hai sajde mein aakhein wo uthayein
Hum uske hain to jalwa dikhayein
Hai sajde mein aakhein wo uthayein
Hum uske hain to jalwa dikhayein
Ho chhaliya chhal gaye, chhal gaye, chhal gaye wo naina

Khatm kare jo haaye
Bhasm kare jo hai
Shaam bujhaye aur jalaye
Kat jaaye ratiya, ratiyan, ratiya..
Chal na raakh ho jaayein

Arey o bandey mauqa hai
Arey o chalne-walne ka mauqa hai
Ho ishq me jalke aag hui to...

Nakhriley.. nakhreele, nakhreele do rasheeley
Humpe do nashile naino ki aaha bochar ho gayi

Haan...
Dardile, dardile qisse saare dardile
Dardile.. rishte saare dardile
Yeh qisse saare.. dardile
Ye rishte saare.. dardile
Afsaane saare hote hain.. dardile

Teri aankhon ki aab-o-hawa mein jeeun
Teri maujoodgi ki fizaa mein jeeun
Teri baaton se hum toh badal jaate hain
Meri aankhon ke mausam badal jaate hain

Ho mausam sardi, mausam garmi
Sard bhi tu hai, garam bhi tu hai
Aag lage, pyaas lage
Pyaas lage, aag lage
Jal jaane de... ho..

Nakhriley.. nakhreele, nakhreele do rasheeley
Humpe do nashiley naino ki..
Aaha bochhar ho gayi

Haan nakhrile, nakhriley do rashiley
Humpe do nashile naino ki aaha bochar ho gayi


No comments:

Post a Comment